Satta Matka FAQ
Result · ank · jodi · panna – seedhe jawab
Sabse zyada puchhe gaye sawal
Satta Matka result, chart aur matka ke shabdon ke baare mein 23 sawal ke seedhe jawab.
Sawal-jawab
Gold Bazar kya hai?
Gold Bazar ek result website hai jo Satta Matka ke declared result, purane jodi aur panel chart aur unse gini gayi jaankari dikhati hai.
Kya Gold Bazar koi game chalati hai?
Nahi. Yahan koi game, betting ya paise ka len-den nahi hota. Sirf result aur chart ki jaankari hai.
Result kitni der mein update hota hai?
Market ka open ya close declare hote hi. Home page har 30 second mein naya data laata hai, refresh ki zaroorat nahi.
Gold Bazar par kaun kaun se market hain?
17 market: Kalyani Day, New Gold, Sridevi, Time Bazar, Madhur Day, Manipur, Milan Day, Rajdhani Day, Nagpur, Kalyan, Kalyani Night, Sridevi Night, Madhur Night, Milan Night, Rajdhani Night, Kalyan Night, Main Bazar – aur star line games.
New Gold ka result kab aata hai?
New Gold Monday to Sunday: open 11:20 AM, close 12:20 PM (IST).
Kalyan ka result kab aata hai?
Kalyan Monday to Saturday: open 03:45 PM, close 05:45 PM (IST).
Main Bazar ka result kab aata hai?
Main Bazar Monday to Friday: open 10:00 PM, close 12:10 AM (IST).
Result 159-58-170 ka matlab kya hai?
159 open panna, 58 jodi aur 170 close panna. 1+5+9 = 15 → open ank 5; 1+7+0 = 8 → close ank 8.
Ank kya hota hai?
Panna ke teeno ank ke jod ka aakhri ank. Jaise 389: 3+8+9 = 20 → ank 0.
Jodi kya hoti hai?
Open ank aur close ank milkar do ank ki jodi (00 se 99).
Panna ya patti kya hai?
3 ank ka number, chhote se bade kram mein (0 ko 10 maan kar). Kul 220 panna: 120 SP, 90 DP, 10 TP.
SP, DP, TP ka matlab?
Single Patti (teeno ank alag), Double Patti (do ank same), Triple Patti (teeno same).
Cut ank kya hai?
Ank + 5 ka aakhri ank: 0↔5, 1↔6, 2↔7, 3↔8, 4↔9.
Red jodi kya hai?
Jis jodi ke dono ank ka farak 0 ya 5 ho – kul 20 red jodi (00, 05, 11, 16 …).
Family jodi kya hai?
Ank aur uske cut se bani jodi ka group – 100 jodi 15 family mein bant jaati hain.
Motor patti kya hai?
Chune hue ank se banne wale sab panna – SP motor aur DP motor.
CP aur koman panel mein kya farak hai?
CP do ank ka hota hai (10 panna jinmein dono ank hon), koman ek ank ka (55 panna jinmein woh ank ho).
Abar kat panna kya hai?
Ank ke 12 SP panna mein se 3 kat panna hata kar bache 9 panna.
Guessing kaise banti hai?
Market ke pichhle result se gin kar: kal ka aakhri ank, uska cut aur sabse zyada aane wale ank. Yeh sirf andaza hai, fix number nahi.
Trick Master kya hai?
Trick Master page par har market ke pichhle result par 4 mashhoor matka trick (jodi total, panna total, cut ank, pichhle hafte ka din) lagakar ank nikale jaate hain, aur saath mein likha hota hai ki har trick pichhle din mein kitni baar sahi baithi. Yeh bhi sirf andaza hai.
Purana chart kitne saal ka hai?
Kalyan 2013 se, Madhur 2014 se, Main Bazar 2016 se – har market ka saal wise record Matka Old Records page par.
Kya yahan fix game milta hai?
Nahi. Fix game ya paid tip bechne wale kisi bhi number se savdhaan rahiye – Gold Bazar kabhi paise nahi maangti.
Galat result dikhe to kya karein?
Hamare WhatsApp channel par bataiye (Contact page), hum jaanch kar theek karte hain.